Roman script
Waada kiya tha tumne mujhe Aaoge saavan mein milne Ek doosre ke ho jaayenge Lagne laga hai yeh dil mein Mat poocho haal dil ka Tum mujhse o sanam Seene mein ab saasein Padne lagi mujhko kam Chaaya jo baadal Teri yaad aa gayi Tum jo aaye yaara Barsaat aa gayi Tere mere milne Ki raat aa gayi Tum jo aaye yaara to Tum jo aaye yaara to Barsaat aa gayi Barsaat aa gayi Barsaat aa gayi Barsaat aa gayi Tu ban jaaye hawaayein to Main khushbu sa bikhar jaau Tu baarish banke aaye jo Main baadal sa baras jaau Bhale jitni udaasi ho Tujhe dekhu to has jaau Tere khaatir zamaana kya Khuda tak se bhi lad jaau Main chalunga bin tumhare Ek bhi na ab kadam Saath tere jee raha hoon Har pal mein sau janam Chaya jo baadal Teri yaad aagayi Tum jo aaye yaara Barsaat aa gayi Tere mere milne Ki raat aa gayi Tum jo aaye yaara to Tum jo aaye yaara to Barsaat aa gayi Barsaat aa gayi Barsaat aa gayi Barsaat aa gayi Tum jo aaye yaara to Barsaat aa gayi Barsaat aa gayi
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Stebin Ben
- Composer: Jackie Vanjari
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Shreya Ghoshal, Stebin Ben
director: Aditya Datt
cast: Hina Khan, Shaheer Sheikh
choreography: Devang Desi
director of photography: Manoj Soni
music label: VYRLOriginals