Roman script

Aara pe haara dil ka shikara

Pal mein sitaara pal mein gulreza

Aara pe haara dil ka shikaara

Chaahat mein yaara ho gaya rangreza

Tu meri roja dil se firoza

Jabse mili hai mauja hi mauja

Tu meri roja dil se firoza

Jabse mili hai mauja hi mauja

Saagar ki lahron mein

Pyar ka jo nagma woh tu hai

Khwaabon ke shehron mein

Door door tera jaadu hai

Mere dil ki tu malika

Badshah main tere dil ka

Tu safar hai chaahat ka

Raasta main manzil ka

Tu jo haan keh de haan keh doon

Na keh de na keh doon okay oh janam

Tu meri roja dil se firoza

Jabse mili hai mauja hi mauja

Tu meri roja dil se firoza

Jabse mili hai mauja hi mauja

Ho main ghazal ke sheron mein

Pehla sher aur tu hai aakhir

Kya main teri dhadkan mein

Banke taal ho jaaun shaamil

Tujhse aankh milte hi

Khwaabon mein woh

Rang bhar jaate hain

Hum kadam jo bann jaaye

Humsafar bhi woh

Bann jaate hain

Haan keh de haan keh doon

Jab tak hi jaan keh doon

Okay oh sanam

Aara pe haara dil ka shikara

Pal mein sitaara pal mein gulreza

Tu meri roja dil se firoza

Jabse mili hai mauja hi mauja

Tu meri roja dil se firoza

Jabse mili hai mauja hi mauja

Explore this song