Roman script
Aankhon ne sun liya Dil ki dabi juban Jo tujhme tha ankahe Wo hone laga bayaan Hajaron woh khawahishein Jo khoyi thi raah mein Tujh se mil ke wo mil gaya Bikhra tha simat gaya Mehsoos hua tujhse Hai mukamal ye jahan re Mehsoos hua haan tu hai Mera raazdaan re Kabhi lage ye fikr Bhi mann mein kahin Kahin kho na du chhaon Mein saaye tere, saaye tere Ho maine ye chaha rab se bas ye Bantu main har sans ko Sang tere, sang tere Khwabon ne chun liya Chera tera mera Main bhatka sa raahi tha Tu bani meri rehbara Mehsoos hua Tujhse hai mukammal jahan re Mehsoos hua Haan meri hai tu raazdaan re
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Ab Dilli Dur Nahin
- Composer: Ajay Singha
- Lyricist: Ajay Singha
Song video
director: Kamal Chandra
cast: Imran Zahid, Shruti Sodhi
music label: Times Music