Roman script
Kya bol rahi reli public Kya bolti public Aide chaale kar rahe ke nai Kya bolti public Kare nai to karo Kya bolti public Area ka shot bole Naan mein lage to Beech raste mein bharo Kya bolti public Aide chaale kar rahe ke nai Kya bolti public Kare nai to karo Kya bolti public Area ka shot bole Naan mein lage to Beech raste mein Main main bhi inmein se ek tha Kar harkat wohi jo harkat Doosron mein tha dekhta Kaafi cool lag rela tha Aidi chalein kar raha jisko Warna asliyat mein zindagi ko Sahi nazar se dekh kya Chal dhyaan de main bhi nikla is Phateli wali duniya se Hatele the par chhoda sab Ab naam bana rahe duniya main Haq se! Ab bhi jitne log hasele bhai Duniya mein to pata laga Lala ki tu aaya kyun hai duniya mein Pahiya ghoomega nai Marna padta paddle Zindagi ek khel hai Lala jeeto trophy medal Ab jeeto lala Sapne ko poora karne Mehnat jaake karo Bachhe bolein chhe hai dadday Mere aada gedo Haan khaas wale kareeb Banate khud ki naseeb Dc ekdum adheer Ravas rehne ka aaj hi Nikalo khud ki tarkeeb Zindagi badi banane ko Paida chahe kidhar bhi ho Marne ka nahi gareeb Kya bolti public Yeh karke apan chhod diyele Kya bolti public Yeh sab mat karo Haan kya bolti public Naam banao duniya mein Haan haq se bolo macha rele Boys from the ghetto Kitnon ki gaa*d jalke raakh Apna raaj chal raha poore scene mein Yeh log se hard apna past Dekhe bure din bhi Haan street fighter wale Time ki hum kheli Mara maari wale kaand karke pehla hi se Hum 90's se Kiye kaam tabhi naam zyada faila inse Back bencher bawa Lekin hard apan pehla din se Haan seeti maare dost ko To yahan bandi palte Bambai wala swag apne Andar bantai paida kiye Bambaiya swag! Pyaar karne wale sath sath all my dear Paisa ghar ghoomne ko hai Car bawa aur kya chahiye Bantai wave leke aaya Inki doob gayi titanic Yeh zameen se hum ho gaye bawa Haq se bolte organic Paison ki baarish ho reli hai Khuda barsa rela rehmat Naam bana rela beta Ammi abba sehmat Baithe baithe mila nahi Kiyele hain mehnat Poori ho rahi mannat Apne sath bantai srk Kya bolti public Yeh karke apan chhod diyele Kya bolti public Yeh sab mat karo Kya bolti public Naam banao duniya mein Haan haq se bolo macha rele Boys from the ghetto Haan kya bolti bolti bolti public Kya bolti kya bolti macha reh yeh nai Haan kya bolti kya bolti Kya bolti public Kya bolti kya bolti Macha rahe ke nai Kya bolti kya bolti kya bolti Haq se bolo macha rele Boys from the ghetto
Song details
- Singer: Emiway
- Singer: Young Galib
- Film / album: KOTS (King of the Streets)
- Composer: myk beats
- Lyricist: Emiway
- Lyricist: Young Galib
Song video
singer: Emiway, Young Galib
music label: Emiway Bantai