Roman script

Pyaar tujhe tagda kiya

Pyaar tujhe tagda kiya

Pyaar tujhe tagda kiya yaar

Mere sath bol kaahe jhagda kiya

Bol kaahe jhagda kiya

Kaahe toone jhagda kiya yaar

Dhokha diya to ik bewfa ka

Mathe pe stamp lagega

Teri vajah se saanson pe meri

Jis din full stop lagega aa aa

Baby tujhe paap lagega

Aye baby tujhe paap lagega

Burrah

Baby tujhe paap lagega

Ho ho ho pa pa pa pa paap lagega

Leke zara sasta sa

Phoolon ka guldasta jab

Tujhse milne aaya tha

Boli thi tu cheepon chal

Nikal le bus depo haan

Mujhko tarkaya tha

Socha tha kya aur tu

Nikli kya kya kya kya

Baby tujhe paap lagega

Baby tujhe paap lagega

Baby tujhe paap lagega

Mere hi kharche pe chhutti manaye

Photo magar tu akele khinchaye

Upar se kha peeke jaldi so jaaye

Baby tujhe paap lagega

Main tere birthday pe party rakhun aur

Tu apne ex ko usmein bulaye

Cake ka tukda bhi usko khilaye

Baby tujhe paap lagega

Ho ho ho pa pa pa pa paap lagega

Ho ho ho

Baby tujhe paap lagega

Explore this song