Roman script
Tum mile, toh laga, Zindagi mil gayi Tum judaa jab huye Har khushi kho gayi Khamoshiyon se dar lagta hai Dil mera har pal kehta hai Aaja aaja jaane jaan Khamoshiyon se dar lagta hai Dil mera har pal kehta hai Aaja aaja jaane jaan Fariyaad karunga milne ki Sau baar karunga Nahi aayi toh khud ko Khud hi barbaad karunga Fariyaad karunga milne ki Sau baar karunga Nahi aayi toh khud ko Khud hi barbaad karunga Sun zaraa tadpa rahe hain Yeh bewajah ke faaslein Ruk gaye raahon pe jaise Hasraton ke kaafile Tumko hi bus tumko hi Main yaad karunga Nahi aayi toh khud ko Khud hi barbaad karunga Fariyaad karunga milne ki Sau baar karunga Nahi aayi toh khud ko Khud barbaad karunga Hanju dil vich har velle rende Yaar vichhoda har pal sehende Mitti mitti ho gaye sapne Yaar mila de rab nu kehende x(2) Dil mein thi jo tumse Main woh baat karunga Nahi aayi toh khud ko Khud hi barbaad karunga Fariyaad karunga milne ki Sau baar karunga Nahi aayi toh khud ko Khud barbaad karunga
Song details
- Singer: Bhavin Bhanushali
- Composer: Sachin Gupta
- Lyricist: Kunwar Juneja
- Lyricist: Sachin Gupta
Song video
lyricist: Kunwar Juneja, Sachin Gupta
cast: Bhavin Bhanushali, Tanvi Gadkari
director of photography: Rajan Singh
music label: Hitz Music