Roman script
Suno mera dard-e-dil Usne zakham diya phir Wo hanske chal padi Hum to unke muntazir Shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi x(2) Usne jalaya humko main usse jala kab Hota zara bata aisa insaaf kaha par Daga kar phir uski dawa kar Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar Tumne rulaya humko aansu na baha par Hota zara bata aisa insaaf kaha par Jyaada sunaya tune aur phir suna kam Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar Padha kar tu mere baare padha kar Jaana hai kya upar leke wafa tujhe bachakar Hansi gaya fansakar, hansi gayi bhula kar Koi ghayal na chute jab koi chodhe galey lagakar Nazm tere naam pe to deta hu kuch bada padh Ho gayi tu kharch karunga kya itna kama kar Jyaada sunaya tune aur fir suna kam Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar Suno mera dard-e-dil Usne zakham dia fir wo hanske chal padi Hum to unke muntazir shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi x(2) Kehna to hai kaafi tumse Shayad ek baar to mang logi maafi mujhse Log kehte hum na reh gaye hai pehle jaise Shayad tu reh gayi hai kaafi mujhme Bhari duniya lagti khaali si hai Na hu akela par akelepan ka sath bhi hai Tu gayi to chala gaya sukoon bhi Ab kisi jism me tere jism sa araam ni hai Chehre kaafi par hai tera chehra nahi Kehte sab par koi tumsa kehta nahi Rehne ko hai kaafi ghar mere paas Par na gharme hoti tu to ghar bhi gharsa lagta nahi Sab kuch paakar bhi sab kho diya hai Kiya itna sab par tu na to fir kyu kiya hai Jhagadta na hai mujhse ab koi Apne me hu rehta kyuki apno ko hi kho dia hai Suno mera dard-e-dil Usne zakham dia fir wo hanske chal padi Hum to unke muntazir shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi
Song details
Song video
director: Divyansh Joshi
cast: Panther, Pallavi Deswal
director of photography: Tushar Gupta, Ashish Bahuguna
music label: Sony Music India