Roman script
Raat din tere hi khayaalon mein Uljha raha main teri hi yaadon mein Raat din tere hi khayaalon mein Bhatka raha main teri hi yaadon mein Raat din Kya hai khatta meri bata Mujhse tu kyun hui door is tarah Saansein meri ab chalti nahi Tere bin meri jaan, jaan Raat din tere hi khayaalon mein Uljha raha main teri hi yaadon mein Raat din tere hi khayaalon mein Bhatka raha main teri hi yaadon mein Callin' Quarter past 3, bet she ballin' I know you got sides but you my main girl Switchin' fast lanes trynna swerve my world Know you got friends but they don't care much Saw your new man I bet he'd cut you on the curb Quarter million bands? He ain't makin' much Tell me he ain't makin love to you Milke bhi tujh se hain kyun dooriyan Paas aake bhi kitni majbooriyan Jitna mere dil mein tha ro liya Tujh se mila to tera ho gaya Jaane phir kyun mujh se tu khafa Samjha nahi hui kyun bewafa Raat din tere hi khayaalon mein Bhatka raha main teri hi yaadon mein Raat din tere hi khayaalon mein Uljha raha main teri hi yaadon mein
Song details
- Singer: Ali Zafar
- Singer: Danny Zee
- Composer: Ali Zafar, Danyal Zafar
- Lyricist: Saeed Qureshi
- Lyricist: Ali Zafar
- Lyricist: Danyal Zafar
Song video
singer: Ali Zafar, Danny Zee
lyricist: Saeed Qureshi, Ali Zafar, Danyal Zafar