Roman script
Ab woh care nahi karti Dil mein jo baatein hain Woh share nahi karti Roti bhi nahi Lekin hansti bhi nahi hai Lagta hai jaise Uske bas ki hi nahi hai Give up kar chuki hai woh yeah Kafi hurt ho chuki hai woh yeah Jo kabhi sona chandi diamond hoti thi Uske liye dirt ho chuki hai woh yeah Aur yeh pata hai usey Lekin kyun aisa lage na Koyi khata hai usey Woh ab bhi raani hi hai Koyi bataye usey Yeh mathe pe shikan hai jo Koyi hataye usey De duayein usey Kyun koyi bhala rulaye usey Woh hansne ko taiyar baithi hai Koyi hansaye usey Koyi phir se palkon pe bithaye usey Samjhaye usey Yeh ki uski aankhon ki chamak hai mehangi Duniya ke kisi bhi heere ki keemat se Surat ki dhani hai lekin maalkin lage Kisi saltanat ki seerat se Uske aansuon ke laayak Is zameen pe koyi nahi Kis ch*tiye ke peechhe Woh itni raatein soyi nahi Par koyi nahi Upar wale ke khel alag hain Ajab hai woh sambhaal lega Woh phir se chehakne lagegi Aisa koyi kar kamaal dega Uska achha sochne walon ki Tarakki hone lagegi Bata raha hoon main Uska bura sochne walon ka Kar woh bura haal dega Jahan se guzregi phir se Gulab aur chameli ke phool khilenge Suraj bhi chamkega aur Baarish bhi hogi rainbows banenge Mehakne lagega sach mein Sab mehakne lagega Tera mera kya hai Hum phir kabhi aur milenge khair
Song details
- Singer: Badshah
- Film / album: 3 AM Sessions
- Composer: Hiten
- Lyricist: Badshah
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)