Roman script
Dil main jo chupa hai Aankhon se bayan kar do Haan aaj saari baatein Khul ke zara keh do Ishq ne aise thama hai jaise Khamoshiyon ko mili zubaan Haan dil main jo chupa hai Aankhon se bayan kar do Haan maine toh kab se Apna banaya hai tumhein Palko ke saaye Dil main basaya tumhein Haan dil main jo chupa hai Aankhon se bayaan kar do Haan aaj sari baatein Khul ke zara keh do Teri tassalli ke liye Waade wafa ke humne kiye Lekin khuda ye dega gawahi Ke bin tere ik pal na jiye Maine bhi rab se manga Duaon mein tumhein, tumhein Haan aashiqui mein Jeena sikhaya hai humein haan Dil main jo chupa hai Aankhon se bayan kar do Haan aaj sari baatein Khul ke zara keh do Ishq ne aise thama hai jaise Khamoshiyon ko mili zubaan Haan dil main jo chupa hai Aankhon se bayan kar do Haan aaj sari baatein Khul ke zara kehe do
हिंदी में गीत
दिल मैं जो छुपा है आँखों से बयान कर दो हां आज सारी बातें खुल के ज़रा कह दो इश्क़ ने ऐसे थमा है जैसे खामोशियों को मिली ज़ुबान हां दिल मैं जो छुपा है आँखों से बयान कर दो हां मैने तो कब से अपना बनाया है तुम्हें पलकों के साए दिल मैं बसाया तुम्हें हां दिल मैं जो छुपा है आँखों से बयान कर दो हां आज सारी बातें खुल के ज़रा कह दो तेरी तस्सल्ली के लिए वादे वफ़ा के हमने किए लेकिन खुदा ये देगा गवाही के बिन तेरे इक पल ना जिए मैने भी रब से माँगा दुआओं में तुम्हें, तुम्हें हां आशिक़ी में जीना सिखाया है हमें हां दिल मैं जो छुपा है आँखों से बयान कर दो हां आज सारी बातें खुल के ज़रा कह दो इश्क़ ने ऐसे थमा है जैसे खामोशियों को मिली ज़ुबान हां दिल मैं जो छुपा है आँखों से बयान कर दो हां आज सारी बातें खुल के ज़रा कह दो
Song details
- Singer: Pawandeep Rajan
- Singer: Arunita Kanjilal
- Composer: Salim Sulaiman
- Lyricist: Shradha Pandit
Song video
singer: Pawandeep Rajan, Arunita Kanjilal