Roman script
Hai mausamo ki adaaon mein tu Behta hai bheegi hawaon mein tu Din bhar chale hai khayalo mein tu Sun maahi, Hai gunguni si subaahon mein tu Khamoshiyon mein sadaaon mein tu Faila hai chaaron dishaon mein tu Sun maahi, Khwabon ke kinaare mein bhi aau Tu bhi aa re jee le zindagi zara si Thode lamhe guzaare Naa ho duniya ki baatein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai saara jahan Tere jaisa koi kahan re Khwabon ke kinaare mein bhi aau Tu bhi aa re jee le zindagi zara si Thode lamhe guzaare Naa ho duniya ki baatein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai saara jahan Tere jaisa koi kahan re Jeena aaj se chahta hoon Haan tu wahin zindagi hai Kehne ka matlab to yoon hai Mere paas har khushi hai Bas tu aaj ik teri kami hai Khwabon ke kinaare mein bhi aau Tu bhi aa re jee le zindagi zara si Thode lamhe guzaare Naa ho duniya ki baatein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai saara jahan Tere jaisa koi kahan re Khwabon ke kinaare mein bhi aau Tu bhi aa re jee le zindagi zara si Thode lamhe guzaare Naa ho duniya ki baatein Hum dono aur ye taare Maine dhoondha hai saara jahan Tere jaisa koi kahan re Maine dhoondha hai saara jahan Tere jaisa koi kahan re
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Composer: Vaibhav Pani, Zeek
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
director: Bobby Hanaford
director of photography: Ben Meserve