Roman script
Khali baitha hoon to aati tu khayalon mein Tu hi hai kya woh fass gaya sawalon mein (yeah) Darta yeh dil tujhe khone se (aa, khone se) Aa, darta yeh dil tujhe khone se (khone se) Darta yeh dil tujhe khone se Tu chahiye, fark nahi kisi ke na hone se Tamanna hai jo iss dil mein Kise nazar woh aata nahi Aa, tune bulaya nahi Fir bhi yeh banda jaata nahi (jaata nahi) Sab type ke gaane bana leta main Aur kisko yeh aata nahi (aata nahi) Kisko bhi aara nahi melody mujh jaisa Isliye koyi gaata nahi (hai kya koyi?) Asal haalaton mein likhta hoon Tere siwa kisi ko nahi milta hoon Main dekh ke kadam rakhta life mein tu thi karke Warna main nahi fisalta hoon (kabhi nahi) Jyada matt soch, chal abhi tu chill kar Dooriyan mita de milkar (milkar) Tera hi asar yeh dil par, tu samjhi kya dilbar? Haan mujhe pyaar hai, Sir pe tu savaar hai Maanta nahi haar kyonki Tu hi sabse hard hai (haan, tu hi sabse hard hai) Haan mujhe pyaar hai, Sir pe tu savaar hai Maanta nahi haar kyonki Tu hi sabse hard hai (haan, tu hi sabse hard hai) Darta yeh dil tujhe khone se (aa, khone se) Aa, darta yeh dil tujhe khone se (khone se) Darta yeh dil tujhe khone se Tu chahiye, fark nahin kisi ke na hone se Aa, pyaar milta mujhe har ek kone se Jaisa karta pyaar main, tujhe karega kaun aise? Haath mein nahi rehta mere phone aise Sapne poore hote nahi sone se Isliye jaag ke jee raha hoon khwaab Kuchh to bologe aap, Ussi ik cheez ke main itezaar mein Kuch to bolo! Iss rishtey mein sabse zyada yakeen hai, Sirf tere pe rakhela aitbaar main (sirf tere pe) Tujhe bharosa nahi hora is pyaar mein Shayad iss duniya ne tujhe bahut hai sataya Pyaar karne wale hote hain is zamane mein Yakeen dilaane tujhe haan isliye main aaya Haan mujhe pyaar hai Sir pe tu savaar hai Maanta nahi haar kyonki Tu hi sabse hard hai (haan, tu hi sabse hard hai) Haan mujhe pyaar hai, Sir pe tu savaar hai Maanta nahi haar kyonki Tu hi sabse hard hai (haan, tu hi sabse hard hai) Darta yeh dil tujhe khone se (khone se) Aa, darta yeh dil tujhe khone se (khone se) Darta yeh dil tujhe khone se Tu chahiye, fark nahin kisi ke na hone se
Song details
- Singer: Emiway
- Composer: Hippy Jack
- Lyricist: Emiway
Song video
music label: Emiway Bantai