Roman script
Hum to doobe hain unki tasveeron mein Mile sakoon nahi unke bin neendon mein Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Ab uska pata nahi dil mein jo rehta tha Uski baaton ke afsaane likhne baitha Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Hum to doobe hain unki tasveeron mein Mile sakoon nahi unke bin neendon mein Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Ab uska pata nahi dil mein jo rehta tha Uski baaton ke afsaane likhne baitha Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Haan maine kari yeh khata liya mera side Galti chhupake saare black ko kiya white Mere bina she's dying failaun main afwayein Kaafi sara kehna par pata nahi tu kahan hain Jaise miss main karun baby you miss me kya Mere birthday mein beta tune wish nahi kiya Dino strong hai bata ye tujhe kisne kaha Khair ab to jhelna padega pain ye hisse ka Kya purane apne chats ko tu karti hogi read Kya tu type karke messages karti hogi delete Kya tu bhi puchhna chahti hai ki kaisa hai tu d Kya tu bhi try kar rahi hai are you trying to reach Tere khayal mein nahi hoon par tu khyal rakhna D saath mein nahi thoda malaal rakhna Jo bhi tha mere paas woh hua hai just lost Wapis pyaar karne ki karun majaal ab naa Hum to doobe hain unki tasveeron mein Mile sakoon nahi unke bin neendon mein Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Khayaal tera dil se mitaya nahi abhi Tu gayi fir dil yeh lagaya nahi kabhi Bewafa maine tujhko bulaya nahi abhi Pyaar kiya bas tujhe ginwaya nahi kabhi Bass ginni barsaat aur tere diye gum Dil maane nahi baat ke ab saath nahi hum Bhole baba thoda karo in kashton ko kam Mere saath kaali raat aur ek poori bottle rum Poori raat nahi sober daaru badi pee hai Yeh jo mohabbat khayalon mein hi jee hai Hum to mare jaa rahe hain milne ko Kya tune bhi milne ki koshish kabhi ki hai Meri yaad mein tu royi roti khayi tune nahi hai Doston ko bola mere baare bola nahi hai Chhod ke tu gayi par banda khada wahin hai Galat bas hum woh to ladki hai to sahi hai Hum to doobe hain unki tasveeron mein Mile sakoon nahi unke bin neendon mein Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Yeah, Jo dikhe naa woh dard nahi kya Mahaul yeh sard nahi kya Aansu naa dikhe aankhein hain kiski Jo rota hai woh mard nahi kya Yeh bata mujhe ke kaun nahi rota Main hamare kamre mein nahi sota Lightein band tv on nahi hota Main hoon old school Mujhse move on nahi hota Kya jaane woh kaha gayi Pehle bhi lade hain yeh pehli dafa nahi Par kabhi aisi huyi woh khafa nahi Galti hai meri woh bewafa nahi Maine aisa kyon kiya Pichhle mahine cancle har show kiya Kal flight mein yun hi baithe baithe ro diya Tere jaane pe pata chala maine kya kho diya Hum to doobe hain unki tasveeron mein Mile sakoon nahi unke bin neendon mein Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Ab uska pata nahi dil mein jo rehta tha Uski baaton ke afsaane likhne baitha Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh Rahun main jaise Dooba dooba dooba sa Soona soona soona sa Bhoola bhoola bhoola sa Tere bin, Rahun main jaise Dooba dooba dooba sa Soona soona soona sa Bhoola bhoola bhoola sa Tere bin, Lagun main jaise Dooba dooba dooba sa Soona soona soona sa Bhoola bhoola bhoola sa Tere bin, Rahun main jaise Dooba dooba dooba sa Soona soona soona sa Bhoola bhoola bhoola sa Tere bin
Song details
- Singer: Ikka
- Singer: Dino James
- Singer: Badshah
- Composer: Aakash
- Lyricist: Ikka
- Lyricist: Dino James
- Lyricist: Badshah
Song video
Song video
singer: Ikka, Dino James, Badshah
director: Himanshu Tyagi
director of photography: Mikhael Shah