Roman script
Mere toote dil ki Yahin khwahish hai yaara Bewafai karne ko tum aao dobara Tumhein phir se dekhne ko Aankhein hain bekarar Ye khuda bhi janta hai Nahi marta hai kabhi pyar Jo aansu diye tune Hai woh jeene ka sahara Naa zameen pe kabhi girne Denge hum yaara Ho sake to inhein milne Tum aao dobara Jeene ki khatir zaruri Tum ho mere liye Phir kis liye tumhein doori Darmiyan likh diye Khud ko lagunga adhoora Bekhudi bin tere Darta hun ye sonch ke Tum agar naa mile Tumhein phir se dekhne ko Aankhein hain bekarar Ye tumhein bhi to pata hai Nahi marta hai kabhi pyar Jo aansu diye tune Tumhein usne hai pukara Naa zameen pe kabhi girne Inhein denge hum yaara Bewafai karne ko Tum aao dobara
Song details
- Singer: Raj Barman
- Composer: Nasim Arjun Wahid
- Lyricist: Arafat Mehmood
Song video
director: Chandan Roy Chowdhury
cast: Raj Barman, Onima Kashyap
music label: Zee Music Company