Roman script
Jo milke bichhadte Bichhadke ke woh milte kyun Saansein tham jaayein Jo tu saamne aaye Main dekhun jidhar bhi Dekhun main tujhi ko kyun Khushbu si kyun aaye Jo tu saamne aaye Kyun tu mujhme kyun Hai basta yoon tu bata de Aur kyun teri rooh Hai rubaru mujhse tu bata de Yeh nainon ke naate Milkar bann jaate kyun Junoon jagaye jo tu saamne aaye Tu saamne aaye, tu saamne aaye Jo tu saamne aati hai bas jaati hai Kyun meri nazron mein Thoda tadpati hai Aur thoda satati raaton mein Jo tu saamne aati hai Behlati behkati adaaon se Jo tu saamne aati hai Rukk jaati hai saansein Kyun tu mujhme kyun Hai basta yoon tu bata de Aur kyun meri rooh Hai rubaru tujhse tu bata de Muskan yeh teri aatish bann jaaye kyun Woh aag lagaye jo tu saamne aaye Tu saamne aaye tu saamne aaye Jo milke bichhadte Bichhadke ke woh milte kyun Saansein tham jaayein Jo tu saamne aaye Main dekhun jidhar bhi Dekhun main tujhi kyun Khushbu si kyun aaye Jo tu samne aaye Kyun tu mujhme kyun Hai basta yoon tu bata de Aur kyun teri rooh Hai rubaru mujhse tu bata de Yeh saath humara kisi ko samjhaye kyun Dil doob hi jaaye jo tu saamne aaye Tu saamne aaye tu saamne aaye
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Singer: Yohani
- Composer: Rocky Khanna, Jubin Nautiyal
- Lyricist: Rocky Khanna
singer: Jubin Nautiyal, Yohani
director: Navjit Buttar
cast: Jubin Nautiyal, Yohani, Sakshi Joshi, Mateen Vakil