Roman script

Ab saalon mein jeena ya misalon mein

Jawabon mein jeena ya sawalon mein

Sab hathon mein hai tere tu jane

Ek rai deta hoon jo tu maane

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Soch ko jawaan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Soch ko jawaan kar de

Tu achhi achhi achhi baatein andar ki

Dil ke samandar ki karte jaana

Ek chutki chutki chutki leke amber ki

Dil ke paigambar ki chalte jana

Ruk jana teri fitrat mein nahi

Na kehna teri aadat mein nahi

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Soch ko jawaan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Soch ko jawaan kar de

Dard ki dawa bhi tu

Dard ka maza bhi tu

Dard ki nawa bhi tu

Dard ki wajah bhi tu

Dard agar jo hota hai

Ye samajh tu zinda hai

Dard se khafa kyun hai

Itna bewafa hai kyun

Itna bewafa hai kyun

Apni saari kamjori

Apne saare dardon ko

Jeene ki wajah hai jo

Un sabhi humdardo ko

Uth gale laga apne

Chal hunar dikha apne

Dekh li unchai tune

Ab tu par dikha apne

Ab tu par dikha apne

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Zindagi ko haan kar de

Soch ko jawa kar de

Explore this song