Roman script

Meri aankhon se dekho

Khud ko dekhna jo ho

Meri aankhon se dekho

Khud ko dekhna jo ho

Tumse mila doon tumko main

Haan agar ijaazat ho

Tumse mila doon tumko main

Haan agar ijaazat ho

Tumhein ishq mujhse ho na ho

Khud se mohabbat ho

Tumse mila doon tumko main

Haan agar ijaazat ho

Tumse mila doon tumko main

Haan agar ijaazat ho

Aaghaz likh doon main

Gar anjaam tum likh do

Mere sar gunaah-e-ishq ka

Ilzaam tum likh do

Hai kissa dil ka mukhtsar

Haan tamaam tum likh do

Mere sar gunaah-e-ishq ka

Ilzaam tum likh do

Mile un nigaahon se

Phir chahe saza jo ho

Mile un nigaahon se

Phir chahe saza jo ho

Tumse mila doon tumko main

Haan agar ijaazat ho

Tumse mila doon tumko main

Haan agar ijaazat ho

हिंदी में गीत

मेरी आँखों से देखो

खुद को देखना जो हो

मेरी आँखों से देखो

खुद को देखना जो हो

तुमसे मिला दूँ तुमको मैं

हाँ अगर इजाज़त हो

तुमसे मिला दूँ तुमको मैं

हाँ अगर इजाज़त हो

तुम्हें इश्क़ मुझसे हो ना हो

खुद से मोहब्बत हो

तुमसे मिला दूँ तुमको मैं

हाँ अगर इजाज़त हो

तुमसे मिला दूँ तुमको मैं

हाँ अगर इजाज़त हो

आगाज़ लिख दूँ मैं

गर अंजाम तुम लिख दो

मेरे सर गुनाह-ए-इश्क़ का

इल्ज़ाम तुम लिख दो

है किस्सा दिल का मुख़्तसार

हाँ तमाम तुम लिख दो

मेरे सर गुनाह-ए-इश्क़ का

इल्ज़ाम तुम लिख दो

मिले उन निगाहों से

फिर चाहे सज़ा जो हो

मिले उन निगाहों से

फिर चाहे सज़ा जो हो

तुमसे मिला दूँ तुमको मैं

हाँ अगर इजाज़त हो

तुमसे मिला दूँ तुमको मैं

हाँ अगर इजाज़त हो

Explore this song