Roman script
Tum bhi raahi hum bhi raahi Tum bhi raahi hum bhi raahi Hum tum bas chalte chale Hum tum bas chalte chale Tum bhi raahi hum bhi raahi Tum bhi raahi hum bhi raahi Hum tum bas chalte chale Hum tum bas chalte chale Jitne bhi hain raste Denge hazaron mushqilein Jitne bhi hain raste Denge hazaron mushqilein Ab jo bhi ho ab jo bhi ho Hum tum bas chalte chale Deewaar aaye toh laut jaao Aisi na bhool karna Deewaron se takrate rehna Deewaar aaye toh laut jaao Aisi na bhool karna Deewaron mein darwaaze Bann jaate hain samjhe na Tum bhi raahi hum bhi raahi Hum tum bas chalte chale Hum tum bas chalte chale
हिंदी में गीत
तुम भी राही हम भी राही तुम भी राही हम भी राही हम तुम बस चलते चले हम तुम बस चलते चले तुम भी राही हम भी राही तुम भी राही हम भी राही हम तुम बस चलते चले हम तुम बस चलते चले जीतने भी हैं रास्ते देंगे हज़ारों मुश्क़िलें जीतने भी हैं रास्ते देंगे हज़ारों मुश्क़िलें अब जो भी हो अब जो भी हो हम तुम बस चलते चले दीवार आए तो लौट जाओ ऐसी ना भूल करना दीवारों से टकराते रहना दीवार आए तो लौट जाओ ऐसी ना भूल करना दीवारों में दरवाज़े बन जाते हैं समझे ना तुम भी राही हम भी राही हम तुम बस चलते चले हम तुम बस चलते चले
Song details
- Singer: AR Rahman
- Singer: Shashaa Tirupati
- Film / album: Mili
- Composer: AR Rahman
- Lyricist: Javed Akhtar
Song video
singer: AR Rahman, Shashaa Tirupati
director: Mathukutty Xavier
cast: Janhvi Kapoor, Sunny Kaushal
director of photography: Sunil Karthikeyan
music label: Zee Music Company