Roman script
Chaand baitha hua hai mere saamne Chaand baitha hua hai mere saamne Mere ghar mein huyi chandni raat hai Chaand baitha hua hai mere saamne Mere ghar mein huyi chandni raat hai Tera chehra, tera chehra Tera chehra ibaadat hai ek pyaar ki Rab ke haathon likhi tu koyi baat hai Chaand baitha hua hai mere saamne Mere ghar mein huyi chandni raat hai Tumko lagta hai tum ho sanwarte magar Aaina hai sanwarta tumhein dekh kar Tumko lagta hai tum ho sanwarte magar Aaina hai sanwarta tumhein dekh kar Chalte firte, chalte firte Chalte firte yun hi tum nahi mil gaye Sau janam ki duaon ki saugaat hai Chaand baitha hua hai mere saamne Mere ghar mein huyi chandni raat hai Dekhta hoon main jab aasman ki taraf Woh raqeebon ke jaise hai takta mujhe Dekhta hoon main jab aasman ki taraf Woh raqeebon ke jaise hai takta mujhe Laakh baatein, laakh baatein Laakh baatein ho achhi kanhaiya mein par Radha rani mein bhi to koyi baat hai Chaand baitha hua hai mere saamne Mere ghar mein huyi chandni raat hai Chaand baitha hua hai mere saamne Mere ghar mein huyi chandni raat hai
हिंदी में गीत
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने मेरे घर में हुई चाँदनी रात है चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने मेरे घर में हुई चाँदनी रात है तेरा चेहरा, तेरा चेहरा तेरा चेहरा इबादत है एक प्यार की रब के हाथों लिखी तू कोई बात है चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने मेरे घर में हुई चाँदनी रात है तुमको लगता है तुम हो सँवरते मगर आईना है संवरता तुम्हें देख कर तुमको लगता है तुम हो सँवरते मगर आईना है संवरता तुम्हें देख कर चलते फिरते, चलते फिरते चलते फिरते यूँ ही तुम नही मिल गये सौ जनम की दुआओं की सौगात है चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने मेरे घर में हुई चाँदनी रात है देखता हूँ मैं जब आसमान की तरफ वो रक़ीबों के जैसे है तकता मुझे देखता हूँ मैं जब आसमान की तरफ वो रक़ीबों के जैसे है तकता मुझे लाख बातें, लाख बातें लाख बातें हो अच्छी कन्हैया में पर राधा रानी में भी तो कोई बात है चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने मेरे घर में हुई चाँदनी रात है चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने मेरे घर में हुई चाँदनी रात है
Song details
- Singer: Lakhwinder Wadali
- Composer: Vikram Nagi
- Lyricist: Devendra Kafir
Song video
director: Director Jot
cast: Sonia Mann
director of photography: Preet Bhatti
music label: Zee Music Company