Roman script

Haan jaise jaise kahungi main

Karta jaiyo tu

Meri kisi bhi baat pe

Na kabhi na kahiyo tu

Haan jaise jaise kahungi main

Karta jaiyo tu

Meri kisi bhi baat pe

Na kabhi na kahiyo tu

Mere aage pichhe doliyo

Mujhe pyaar se jaanu boliyo

Ek tere khaatir main sabse

Munh mod lungi re

Je mhaaro nakhare na uthavega

Balma chhod doongi re

Balma chhod doongi re

Haan haan chhod doongi re

Balma chhod doongi re

Suit dilane padenge sun le

Har maheene kayi saare

Haath mein kangan pair mein paayal

Lagte mujhako pyaare

Ho jyada hero baniyo na

Toka taaki kariyo na

Pyaar se karke baatein sunle

Chaalaki kariyo na

Main ghar ke kaamon ka na

Jyaada load lungi re

Je mhaaro nakhare na uthavega

Balma chhod doongi re

Balma chhod doongi re

Haan haan chhod doongi re

Balma chhod doongi re

Hukm tera maanunga,

Teri haan mein haan milaunga

Chal jhoothe!

Haan promise karata hoon gori

Tujhe foreign tour karaunga

Sacchi

Teri zulfon ko bhi sanwarunga

Tujhe pyaar se laad ladaaunga

Ho jaayegi agar gussa tu

Main aakar tujhe mana lunga

Haan dar lagta hai bay god

Dil mera tod ke jaaiyo na

Oh thaare nakhare sab utha lunga

Haaye!

Mujhko chhod ke jaaiyo na

Mujhko chhod ke jaaiyo na

Balma chhod doongi re,

Haan haan chhod doongi re

Tujhko chhod doongi re

Balma chhod doongi re

Mujhko chhod ke jaaiyo na

Mujhko chhod ke jaaiyo na

Explore this song