Roman script
Aadha tune diya aadha papa ne Wahi ab duniya ko main gyaan deta hoon Tu apne bete ko jeet'ta dekhe bina Mar na jaaye kahin, isliye roz apni jaan deta hoon Waise toh kho chuka hoon vishwas bhagwan pe Par tu kehti hain toh maa main maan leta hoon, (maa) Shayad mujhe pyaar karna nahi aata, Ya bhool gaya hoon, ya shayad insaan aisa hoon ab Shayad, hoon main gayab apne kal mein Chhal thhe jo pal shayad unke daldal mein Mera mann se mann nahi duniya mein jeene ka Teri tasveer dekh bhar aati hain meri palkein Kuch baatein tere kal ki Joh tune thi batayi mujhe Mere zehen se nahi nikalti Chahta toh tera bhala hoon Oonchi awaaz mein tujhe bola kayin baar Maaf karna meri galti Sach tan eh hain, ajj vi hanere ton main darda aa Door howe tan jee ghabrawe, rakh le kol maa Baddlan agge joh jahan oh jannat tu ae maa Kinne chir ton din ni chadeya, rakh le kol maa Teri aankhon mein tha dekha maine kal Raat jab teri saansein ukhad rahi Mere haathon main tha haath tera maa Aur teri nabz udhar nahi thi Main abb sudhar jaunga maa Rab waqt tu udhaar dede bas Bebas itna tha ki karta Kya samajh nahi aa raha, tha Andar tha tera bachcha maa Bahar se main mard banta gaya, Tham sa gaya, kya yeh hee hai uski raza? Iski maa ko sazza dedo iski jagah? Haan? Kiski tarah banu main? Kaunse raste pe main chalun? Bin tere kaise palun main Alvida biro meri, tujhe kaise kahun main? Haan? Saans mein saans aayi, jab tune saans li, Waapis, main haansil kar lunga har mukam Tere charno mein laake rakhunga har dukaan Ki sabse mehengi woh cheez bas saath dena tu Sach tan eh hain, ajj vi hanere ton main darda aa Door howe tan jee ghabrawe, rakh le kol maa Baddlaan agge joh jahan oh jannat tu ae maa Kinne chir ton din ni chadeya, rakh le kol maa Ghar se bahar tahla? Toh jaana Jhanjhat bhi ek cheez hai Maa ne diya sab, kya kaha? Mannat bhi ek cheez hai, Meri maa ki chhanv mein guzri Hai kayin dopaherein meri Yeh karte hain gumaan Ki jannat bhi ek cheez hai
Song details
- Singer: GD 47
- Film / album: Hustle 2.0
- Composer: GD 47
- Lyricist: GD 47
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: KaanPhod Music