Roman script
Raftaar! Meri zindagi ka ek simple sa usool hai Ya to bheed mein sado ya speed se badho I'm going fast, I'm going fast I'm going fast, I'm going fast Hey yeah! Dekh mera network bro Tabhi meri hoti gayi networth grow Woh bole bade natkhat ho Tabhi maine bola thoda hat wat lo Get low yeri geri get get low Beech mein jo aaye khaaye hit but no Karke dikhao mujhe set back do Phir shutdown show yoon na halke mein lo Culture mein vulture bade haan Khabar meri padhkar yeh khacchar pade Jeete bubble mein yeh chanchal bade Par kalam meri chalte hi hulchal badhe Pal pal badhe I'm going fast, I'm going fast I'm going fast, I'm going fast Speed se badh speed pakad Speed mein chalkar Duniya ki seedhiyon ko chadh raha Speed se chadh speed badal Seedhi dagar par Speed double kar chalna Atkon par pace wale Kaam hote bhale na Mann mein sawaal hai to Daal zyada gale na Kaafi baar hoga Tere sath mein yeh chale na Tu kaamyaab na jo Tere saamne ke jale na Sochne ka waqt hi nahi Jo palte na aisa koyi takht hi nahi Palkon pe sapne jab palte hain Pal bhar bhi palkein jhapakti nahi Sone ka waqt hi nahi I'm going fast, I'm going fast I'm going fast, I'm going fast Need kam speed zyada apni aadat aisi Neend kam kaam zyada rakh taakat aisi Sapna chaand bhai rocket super sonic tezi Utrun mangal pe to hoga apna swagat desi I'm going fast, I'm going fast I'm going fast, I'm going fast x(2) Raftaar
Song details
Song video
director: CREVIXA
cast: Agam Anand
choreography: Bhavik Rajput
music label: Kalamkaar