Roman script
Kuch aur hai Tujhse milke batayenge baatein Kuch aur hai Ab kya tujhse chhupana Ab kya tujhko jatana Kuch aur hai Tujhse milke batayein Bata bhi na payein Kuch aur hai Tujhse milke batayenge baatein Kuch aur hai Ab kya tujhse chhupana Ab kya tujhko jatana Kuch aur hai Tujhse milke batayein Bata bhi na payein Har ek patta gir gaya Tu nai sambhli mera rishta sambhla na Saal beete chale par tu nai mili haan Main ruka raha wahan Laal batti jaise haan Kuch bhi na mila yahan Kitne rishte tere hone hai Tu bata yeh dhage tere kacche hain ya sapne Todega is dori ko kaun Kya yeh tu hai main Sheeshe mein khade Parchhaiyon ko taake kyun Usse yeh bhi mila ni Meri zindagi usko jo leni Ab hum khud hain khushi mein Aur khud ko hi thaamein Aur khuds se hi Kuch aur hai Tujhse milke batayenge baatein Kuch aur hai Ab kya tujhse chhupana Ab kya Hum bhi to sahi the Akele tum nahi the Hum ab bhi hain wahin In aankhon mein nami Bas teri hi kami hai Hum bhi to sahi the Akele tum nahi the Hum ab bhi hain wahin In aankhon mein nami Bas teri hi kami hai Bahut kuch seekhne mil gaya yeah! Isi bahane yeh gaana likhne mil gaya Apni yeh kahaani ab sunegi poori duniya Lekin yeh kahaani adhura hi reh gaya Banda main paani sa Paani sa mein beh gaya Chalta gaya mein life mein Zindagi jahan le gaya Puchha nai kabhi main rab ko Aisa sab kyun ho raha tha Gardi mein hasta hasta tha Akele mein rora tha Use main bhi mila nai Teri zindagi mujhko chali nai Kya tha yeh pyaar haan Samjha main jab tu chali gayi Kuch aur hai Tujhse milke batayenge baatein Kuch aur hai kuch aur hai Tujhse chhupana kya Main bhi to saha tha Chahiye tha tera sahara Mila nahi tera sath To chhoda maine hath Todna pada mera vaada Main bhi to saha tha Chahiye tha tera sahara main hara Mila nahi tera sath To chhoda maine hath Todna pada mujhe vaada Hum bhi to sahi the Akele tum nahi the Hum ab bhi hain wahin In aankhon mein nami Bas teri hi kami hai Main bhi to saha tha Chahiye tha tera sahara Mila nahi tera sath To chhoda maine hath Todna pada mera vaada
Song details
Song video
singer: Emiway, Vaksh
director of photography: Thrector And Vaksh
music label: Emiway Bantai