Roman script
Waka waka dil mera gayega Ye kisko tha pata Shaka laka sab chill ho jayega Ye kisko tha pata Teri meri yaari aisa rang layegi Ye kisko tha pata Baaton baaton mein hi baat ban jayegi Ye kisko tha pata Thodi meri bhi hai galti Thi bhi ya nahi guilty Baby I was wrong maybe Now there's no one stopping me Baari baari saari khushi mil jayegi Ye kisko tha pata Dheere dheere saari mushqil jayegi Ye kisko tha pata Tere mere bich mein Ab na koyi mystery Teri meri dosti Story hai ya history Ye zameen meri aasman mera Chahta tha main ho jahan mera Maine maana main tha freaky Thoda thoda sa shaky Finally I know now Life kitni hai crazy Chhoti chhoti baatein hoti Yahan chhoti nahi ye kisko tha pata Badi badi fikron ki wajah hoti nahi Ye kisko tha pata Waka waka dil mera gayega Ye kisko tha pata Shaka laka sab chill ho jayega Ye kisko tha pata Teri meri yaari aisa rang layegi Ye kisko tha pata Baaton baaton mein hi baat ban jayegi Ye kisko tha pata Kabhi meri jaan ye ghabraye Kabhi meri saansein tham jaaye Everything's gonna be fine Kon dil ko ye samjhaye Kise kise mujhe yun hi Samjhana hoga kisko tha pata Aur dil ko bhu khud hi Manana hoga kisko tha pata Waka waka dil mera gayega Ye kisko tha pata Shaka laka sab chill ho jayega Ye kisko tha pata
Song details
- Singer: Vishal Dadlani
- Film / album: Middle Class Love
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Mayur Puri
- Film / album: Middle Class Love (2022)
- Actor: Prit Kamani
- Actor: Kavya Thapar
- Actor: Eisha Singh
- Actor: Manoj Pahwa
Song video
director: Ratnaa Sinha
cast: Prit Kamani, Kavya Thapar, Eisha Singh, Manoj Pahwa
music label: Zee Music Company