Roman script
Haan! Achhe se baat kar Gully gang boy We back Bham bham bham Koi hum pe nahi khade Chhote hum hain quicksand Koi karta nahi match Mera poora lit fam Do ap mere hath mein I call it wristbands Mastikhor crew We kick it like shin-chan Big man gets the cheque from rich, yes! Gutter flow we really hood, it’s all blessed Trend set karte tum karte impress Aapas mein ladne wale ladke incest 59, tu toote kanch pe khada hai Farishta aur shaitan mere sath mein khada hai Badan pe hai shahi dard glass mein bhara hai Shilawati, manali ko sath mein mala hai Kitne artist nahi, bol kitne yaha chor Bollywood se break kyun ke hip-hop mein hai shor Class waali baatein, fir ye achanak se road Ladhne wali baatein bas humse nahi dost, chal! Rider rider chal wheelie maar Chillum hai taiyaar chal tili maar South wale ladke ha peeli maar Sharif bhi hum hote Woh kehte humein gunehgar Rider rider chal wheelie maar Chillum hai taiyaar chal tili maar South wale ladke ha peeli maar Sharif bhi hum hote Woh kehte humein gunehgar Mera star sign bole Hamesha mera balance sahi hai Trophy bhare pade mere cup mein Royal challenge nahi hai Dark, raw shit Ye koi colour wala pallete nahi hai Mandi mein mai baitha Mere plate mein koi salad nahi hai Relishing hai beat delicious mera flow Wo pao wala bole Cause I am good at flippin dough Saare online famous Mai kyun busy, karta shows Bina belan rakhe haath mein Kaise haasil karta goal Koyle mein heere nahi Heere mein main woh coal Nashte mein idli Chillum mein mere kasol Zameen pe mein khana It’s the only time I fold Sea link pe gedi It’s the only time I tour Tip-tip baarish nahi Tufani hai ye storm Tik-tik talk nahi Gira dete bomb Chatai pe sone wale Ab gira rahe chattan Nanga hi toh aaya tha Jeb mein daal, pehchan ha! Maa meri manager, bade mere armaan Jo rakh nahi paata kya matlab ka woh zabaan Phone bajne lagta jab matalb ka ho kaam Agar divine nahi hota chodh matlabi insaan Mujhe dikhta kaun kaun hai yaha Jalte bahot jan hai Tsunami laate hum flow ye konkan hai Brake nahi lagte aur chalte wrong-turn hai Married to the game aur paisa sautan hai, ha! Rider rider chal wheelie maar Chillum hai tayaar chal tili maar South wale ladke ha peeli maar Sharif bhi hum hote Woh kehte humein gunehgar Rider rider chal wheelie maar Chillum hai tayaar chal tili maar South wale ladke ha peeli maar Sharif bhi hum hote Woh kehte humein gunehgar What do you know about streets You got signed Everyday you put on your suit entire god work You see this, this is my world My empire at the momemnt Sab boss yaha baithe Tu kisi ka toh naukar hai Laya kali truck, saath feet wala chaufer hai 90’s wale launde, 42 mere bottle pe 1000 cc engine, do pahiye full throttle hai Qatil hai, bhai tera qatil hai Sabhi bhai shatir hai Gully wala style poora kiya maine father hai Bol kya kia nahi sabit hai Akela main sher aur tu chalta yaha musafir hai Bina bole baraste July wala badal hai Chota bhai arjun Aur bada bhai nasir hai Ex nikli draculla You know I have to wrap it up Dost mera strapped And he knows how to slap it up Back it up Dekh aaye tere abba jaan Bhuke jaise ramadan Zyada kaam, zyada daam Son we outside Like its a traffic jam Son we outside Like its a traffic jam
Song details
Song video
Song video
director: Joel D’souza (JD)
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Gully Gang, Mass Appeal