Roman script
Taare bhi luk chhup jaate hain Tere jab khwaab satate hain Tera ek nazar takkna Sir kaandhe pe rakhna Haaye tere bina ab chain Ganvaya, hosh gavaye Door akhiyon se jaayin na Tere bina haaye jiya na jaaye Door akhiyon se jaayin na Tere bina haaye jiya na jaaye Mil sajjna ke dil sajjna Yaad mein teri raat jagaye Door akhiyon se jaayin na Maahiya.. Doori mein hi jaana hai Saath mein tere har pal bitaana hai Doori mein hi jaana hai Saath mein tere har pal bitaana hai Teri aankhon ke dariya mein Doobta ja raha yeh deewana hai Subah se shaam tera Har saans le naam tera Haaye paas mere tera na hona Mujhko sataye Door akhiyon se jaayin na Tere bina haaye jiya na jaaye Door akhiyon se jaayin na Tere bina haaye jiya na jaaye Pyaar kya woh kya jaane Jo na itna jaane Kitni zaroori intezaari hai Jin galiyon mein hum Saath saath chalte the Aaj bhi unse meri yaari hai Milti hai jahan kahin Is aasmaan se zameen Milne tujhko main wahan Bhi aaun jo tu bulaye Door ankhiyon se jaayin na Tere bina haaye jiya na jaaye Mil sajjna ke dil sajjna Yaad mein teri raat jagaye Door akhiyon se jaayin na Maahiya..
Song details
- Singer: Lisa Mishra
- Singer: Rochak Kohli
- Composer: Aditya Dev
- Lyricist: Gurpreet Saini
- Lyricist: Gautam G Sharma
Song video
singer: Lisa Mishra, Rochak Kohli
lyricist: Gurpreet Saini, Gautam G Sharma
director: Ray Haan Patni
cast: Ritvik Sahore
music label: VYRLOriginals