Roman script
Doobi doobi hui seep ki Baahon mein boondein Banti hai moti Kaari kaari maati Ke deep ki baahon mein Rangi hai jyoti Aksar naina bhi to Kahani kayi bole Raat ki aahat pe to Chanda chham chham dole Preet ke hai ye bhed saare Samjho to samjho Baaton baaton mein ye ishare Samjho to samjho Doobi doobi hui seep ki Baahon mein boondein Banti hai moti Kan kan milke jaise parvat ban jaye Tinko se basera Pal pal se samaana shabdon se tarana Yun bhi aata hai waqt kabhi Ke milti hai aansu se bhi hansi Aur hum jee jaate hai ek ek pal mein Meethi meethi kai kai sadiyan si Samjho to Doobi doobi hui seep ki Baahon mein boondein Banti hai moti Gumsum hawaon kuch to kaho Saagar ki maujon shor karo Namkeen hawaon mein shakkar gholi Aankhon se jab ye aankhein mili Yun hi chale ye safar saaton hi sagar Do hi ho musafir saaton janam tak Aye kash ho jaye kuch aisa bhi Doobi doobi hui seep ki Baahon mein boondein Banti hai moti Kaari kaari maati Ke deep ki baahon mein Rangi hai jyoti Aksar naina bhi to Kahani kayi bole Raat ki aahat pe to Chanda chham chham dole Preet ke hai ye bhed saare Samjho to samjho Baaton baaton mein ye ishare Samjho to samjho
हिंदी में गीत
डूबी डूबी हुई सीप की बाहों में बूँदें बनती है मोटी कारी कारी माटी के दीप की बाहों में रंगी है ज्योति अक्सर नैना भी तो कहानी कई बोले रात की आहत पे तो चंदा छम छम डोले प्रीत के है ये भेद सारे समझो तो समझो बातों बातों में ये इशारे समझो तो समझो डूबी डूबी हुई सीप की बाहों में बूँदें बनती है मोटी कण कण मिलके जैसे पर्वत बन जाए तिनको से बसेरा पल पल से समाना शब्दों से तराना यूँ भी आता है वक़्त कभी के मिलती है आँसू से भी हँसी और हम जी जाते है एक एक पल में मीठी मीठी कई कई सदीयाँ सी समझो तो डूबी डूबी हुई सीप की बाहों में बूँदें बनती है मोटी गुमसूम हवाओं कुछ तो कहो सागर की मौजों शोर करो नमकीन हवाओं में शक्कर घोली आँखों से जब ये आँखें मिली यूँ ही चले ये सफ़र सातों ही सागर दो ही हो मुसाफिर सातों जनम तक ए काश हो जाए कुछ ऐसा भी डूबी डूबी हुई सीप की बाहों में बूँदें बनती है मोटी कारी कारी माटी के दीप की बाहों में रंगी है ज्योति अक्सर नैना भी तो कहानी कई बोले रात की आहत पे तो चंदा छम छम डोले प्रीत के है ये भेद सारे समझो तो समझो बातों बातों में ये इशारे समझो तो समझो
Song details
- Singer: Antara Nandy
- Film / album: PS-1
- Composer: A R Rahman
- Lyricist: Mehboob
- Film / album: Ps-1 (2022)
- Actor: Chiyaan Vikram
- Actor: Aishwarya Rai Bachchan
- Actor: Jayam Ravi
- Actor: Karthi
- Actor: Trisha
- Actor: Prabhu - I
- Actor: R. Sarath Kumar
- Actor: Aishwarya Lekshmi
- Actor: Sobhita Dhulipala
- Actor: Vikram Prabhu
- Actor: Prakash Raj
- Actor: Jayaram
- Actor: Jayachitra
- Actor: Rahman
- Actor: Lal
- Actor: Ashwin Kakumanu
- Actor: Kishore - IV
- Actor: Babu Antony
- Actor: Radhakrishnan Parthiban
- Actor: Nasser
- Actor: Nizhalgal Ravi
Song video
music: AR Rahman
director: Mani Ratnam
cast: Vikram, Aishwarya Rai Bachchan, Jayam Ravi, Karthi
choreography: Brinda
director of photography: Ravi Varman
music label: Tips Official