Roman script
Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara Ghoome galiyon mein gol gol zindagi Mile jo bhi lage zara zara ajnabi Aur nazarein dhoondhe raah dikhaane waala sitaara Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara Qadam qadam ye dam dam Sawaalon mein khoya chala jaaye hai Qadam qadam ye dam ba dam Andheron mein dooba chala jaaye hai Sawaalon mein khoya andheron mein dooba Chala jaaye hai chala jaaye hai Phire tanha musaafiron sa gamzada Suni raat bhar aahaton ki ye sada Aur raat kahe sub haan naa aayegi dobaara Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara
हिंदी में गीत
वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा घूमे गलियों में गोल गोल ज़िंदगी मिले जो भी लगे ज़रा ज़रा अजनबी और नज़रें ढूँढे राह दिखाने वाला सितारा वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा क़दम क़दम ये दम दम सवालों में खोया चला जाए है क़दम क़दम ये दम बा दम अंधेरों में डूबा चला जाए है सवालों में खोया अंधेरों में डूबा चला जाए है चला जाए है फिरे तन्हा मुसाफिरों सा गमजदा सुनी रात भर आहटों की ये सदा और रात कहे सब हाँ ना आएगी दोबारा वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: Dobaaraa
- Composer: Gaurav Chatterji
- Lyricist: Hussain Haidry
Song video
director: Anurag Kashyap
cast: Taapsee Pannu
director of photography: Sylvester Fonseca
music label: Saregama Music