Roman script

Khwaab mein thi jo pari

Neend tooti to kho gayi

Na zameen na aasmaan

Wo hawaaon ki ho gayi

Zidd hai meri aankhon ki ye

Phir se mile aa kar mujhe

Khwaabon ki woh pari

Ik nishaa reh gaya

Mere zahan par wahin

Chhuu gayi thi jahaan zindagi

Puchhte phir rahe

Saare sawaalon mein hum

Hai bhala ab kahaan zindagi

Zidd hai meri saanson ki ye

Phir se unhein aa thaam le

Khwaabon ki woh pari

Waqt ki, raah par

Koi bhi aisa naa tha

Jaanta tha tera jo pata

Har ghadi, badh raha

Yeh beech ka faasla

Tu kahaan hai tu hi ab bata

Zid hai meri baahon ki yeh

Phir se lage aa ke gale

Khwaabon ki wo pari

हिंदी में गीत

ख्वाब में थी जो परी

नींद टूटी तो खो गयी

ना ज़मीन ना आसमान

वो हवाओं की हो गयी

ज़िद है मेरी आँखों की ये

फिर से मिले आ कर मुझे

ख्वाबों की वो परी

इक निशा रह गया

मेरे ज़हन पर वहीं

छू गयी थी जहाँ ज़िंदगी

पूछते फिर रहे

सारे सवालों में हम

है भला अब कहाँ ज़िंदगी

ज़िद है मेरी साँसों की ये

फिर से उन्हें आ थाम ले

ख्वाबों की वो परी

वक़्त की, राह पर

कोई भी ऐसा ना था

जानता था तेरा जो पता

हर घड़ी, बढ़ रहा

ये बीच का फासला

तू कहाँ है तू ही अब बता

ज़िद है मेरी बाहों की यह

फिर से लगे आ के गले

ख्वाबों की वो परी

Explore this song