Roman script
Rishbeats! Bure waqt ne mazboot banaya mujhe yo Main bhaari pad gaya Jisne halke mein liya mujhe I wanna thanks to my haters Ho look what you made us Hahaha! Hasta hoon taaki na lagun kamzor Hoon main strong Khu ka time nahi laaya maine dost Malum hai na Purani baatein sab main aaya peechhe chhod Peechhe chhod ke Jo bhi mila hai usmein khush rehne ka soch Ek ki zindagi hai khwahishein hain bahut Jo kehte bhai the aaj anjaane woh log Saare anjaane Isliye nahi banata ab main dost Na koyi nahi Jaanenge raaz teri kar denge disclose Malum hai na Auron ke lafde mein maze lete yeh log Woh to zaahir hai Kuch log ladte taaki dekhein unhein log Yeah yeah! Badnaami hogi agar hoga tera naam bey Nafrat se jyada pyar kamaya maine bro Malum hain na! Hahaha Bure waqt ne majboot banaya mujhe yo! Main bhaari pad gaya Jisne halke mein liya mujhe I wanna thanks to my haters Look what you made us Na maana kabhi haar maine soch ye Yahan tak main pahuncha kaise hoon Na maana haar kabhi Yeh chahte haar jaaun Mujhe aata hai sirf jeetna Aur jaana kaafi door Hai jaana kaafi door door door Dheere dheere pahuncha manzil ke paas Phir samjha main in log kitna hoon door Neeche giraane yeh karein dua Lekin inki duayein na hoti kabool Raja hoon scene ka bhidenga kaise Bantai aayela yahan karne ka rule Haara nahi kabhi bhi kisi se Jabhi bhi bhidela kisi se yeh mat tu bhool Logon ka pyaar aur khuda ne banaya mujhe Khud aaya mehnat ki hai Kaun ab nahi pehchane mujhe Baaki ke doosron ke kandhon pe Chadh ke aana chah rahe Chadh na paa rahe yeh bechare yo! Bure waqt ne mazboot banaya mujhe yo! Main bhaari pad gaya Jisne halke mein liya mujhe I wanna thanks to my haters Ho look what you made us I wanna thanks to my haters Ho look what you made us
Song details
- Singer: Emiway
- Composer: Saint Cardona, Rishbeats
- Lyricist: Emiway
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Emiway Bantai