Roman script
Ek dooje ke liye bane hum Roohani hai pyaar Haan ek dooje ke liye bane hum Roohani hai pyaar Dil ke kareeb ho tum Mera naseeb ho tum Dil ke kareeb ho tum Haan mera naseeb ho tum In haathon ki har rekha mein Tum rehte ho yaar Dil ke kareeb ho tum Mera naseeb ho tum Dil ke kareeb ho tum Haan mera naseeb ho tum Chahte hain kitna tumko keh nahi sakte Hoke juda tumse reh nahi sakte Ho chahte hain kitna tumko keh nahi sakte Hoke juda tumse reh nahi sakte Tum andheron mein Tum ho ujaalo mein Tumko basaya maine Khwaabon khayalon mein Ab to mera tum bin ek pal Jeena hain dushwar Dil ke kareeb ho tum Mera naseeb ho tum Dil ke kareeb ho tum Haan mera naseeb ho tum
हिंदी में गीत
एक दूजे के लिए बने हम रूहानी है प्यार हाँ एक दूजे के लिए बने हम रूहानी है प्यार दिल के करीब हो तुम मेरा नसीब हो तुम दिल के करीब हो तुम हाँ मेरा नसीब हो तुम इन हाथों की हर रेखा में तुम रहते हो यार दिल के करीब हो तुम मेरा नसीब हो तुम दिल के करीब हो तुम हाँ मेरा नसीब हो तुम चाहते हैं कितना तुमको कह नही सकते होके जुदा तुमसे रह नही सकते हो चाहते हैं कितना तुमको कह नही सकते होके जुदा तुमसे रह नही सकते तुम अंधेरों में तुम हो उजालो में तुमको बसाया मैने ख्वाबों ख़यालों में अब तो मेरा तुम बिन एक पल जीना हैं दुश्वार दिल के करीब हो तुम मेरा नसीब हो तुम दिल के करीब हो तुम हाँ मेरा नसीब हो तुम
Song details
- Singer: Stebin Ben
- Film / album: Judaa Hoke Bhi
- Composer: Amjad Nadeem Aamir, Chote Baba
- Lyricist: Shakeel Azmi
Song video
director: Vikram Bhatt
cast: Akshay Oberoi, Aindrita Ray
music label: Zee Music Company