Roman script
Roz kehte peena chhod denge Daaru se naata tod denge Roz kehte peena chhod denge Daaru se naata tod denge Par sham dhalte ik phone karte Kiska peene ka vichar hai Inn kamino se phir bhi mujhe pyaar hai Inn kamino se phir bhi mujhe pyaar hai Mere yaar bina zindagi bekaar hai Inn kamino se phir bhi mujhe pyar hai Ho mere yaar bina zindagi bekaar hai Jab tak dein na yeh 2 4 gaali Mehfil lagti hai khali ki khali Shaklon se saare beimaan hain Phir bhi yeh apni jaan hain Arre kehne ko to hai saari duniya Haan kehne ko to hai saari duniya Par mushqil mein hote sath yaar hain Inn kamino se phir bhi mujhe pyar hai Inn kamino se phir bhi mujhe pyar hai Mere yaar bina zindagi bekaar hai Inn kamino se phir bhi mujhe pyar hai Ho mere yaar bina zindagi bekaar hai Chahe ho khatam poora litre Phir bhi rukta na inka yeh meter Pet nahi yeh sharaab ki tanki Full on naachein aur kare nautanki Hai fail sab mein haan haan fail sab mein Yeh fail sab mein hain fail sab mein Par peene mein yeh hoshiyar hain Inn kamino se phir bhi mujhe pyar hai Inn kamino se phir bhi mujhe pyar hai Mere yaar bina zindagi bekaar hai Inn kamino se phir bhi mujhe pyar hai Ho mere yaar bina zindagi bekaar hai
Song details
- Singer: Ramji Gulati
- Composer: KP Music
- Lyricist: Moody akkhar
Song video
cast: Aadil Khan, Mihir Gupta, Sahil Choudhary, Oye Indori
choreography: Amit Syal
director of photography: Rahul Arora
music label: United White Flag