Roman script
Itna tera intezaar kiya
Dil ko khafa sau baar kiya
Tujhse wafa maine ki iss qadar
Teri judayi se pyaar kiya
Toot jaaye jo rishte laazmi to nahi ye
Ke dilon se mohobbat ho khatam
Barishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main muskuraate hai gam
Main zameen ki tarah tarsa hoon pyaar ko
Baadlon ki tarah laut aao sanam
Barishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main muskuraate hai gam
Chhod ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazaara lagta hai
Chhod ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazaara lagta hai
Tod ke pairon mein jo rakha hai
Woh dil humara lagta hai
Jaanta hoon main yun to tum kabhi na miloge
Phir bhi tumko hi dhoondhe ye kadam
Barishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main muskuraate hai gam
Main zameen ki tarah tarsa hoon pyaar ko
Baadlon ki tarah laut aao sanam
Barishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main muskuraate hai gam
हिंदी में गीत
इतना तेरा इंतेज़ार किया
दिल को खफा सौ बार किया
तुझसे वफ़ा मैने की इस क़दर
तेरी जुदाई से प्यार किया
टूट जाए जो रिश्ते लाज़मी तो नही ये
के दिलों से मोहोब्बत हो ख़तम
बारीशों में जब याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं मुस्कुराते है गम
मैं ज़मीन की तरह तरसा हूँ प्यार को
बादलों की तरह लौट आओ सनम
बारीशों में जब याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं मुस्कुराते है गम
छोड़ के मुझको जहाँ बैठे हो
कैसा वहाँ नज़ारा लगता है
छोड़ के मुझको जहाँ बैठे हो
कैसा वहाँ नज़ारा लगता है
तोड़ के पैरों में जो रखा है
वो दिल हमारा लगता है
जानता हूँ मैं यूँ तो तुम कभी ना मिलोगे
फिर भी तुमको ही ढूँढे ये कदम
बारीशों में जब याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं मुस्कुराते है गम
मैं ज़मीन की तरह तरसा हूँ प्यार को
बादलों की तरह लौट आओ सनम
बारीशों में जब याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं मुस्कुराते है गम
Explore this song