Roman script
Base ho meri saanson mein
Yaadon mein aur khwaabon mein
Har subah laaye nayi seher
Bakaaya ab bhi baatein hain
Guzaari lambi raatein hain
Har subah laaye nayi seher
Haule haule dekhna
Guzar jaayega dard bhi
Nayi subah laaye nayi seher
Haule haule hi sahi
Bharte hain zakham sabhi
Naya yaqeen laaye nayi seher
Sambhaale rakha hai humne
Yaadon mein tumhein kahin
Nayi subah laaye nayi seher
Base ho meri saanson mein
Yaadon mein aur khwaabon mein
Har subah laaye nayi seher
Bakaaya ab bhi baatein hain
Guzaari lambi raatein hain
Har subah laaye nayi seher
Har subah laaye nayi seher
Har subah laaye nayi seher
हिंदी में गीत
बसे हो मेरी साँसों में
यादों में और ख्वाबों में
हर सुबह लाए नयी सेहर
बकाया अब भी बातें हैं
गुज़ारी लंबी रातें हैं
हर सुबह लाए नयी सेहर
हौले हौले देखना
गुज़र जाएगा दर्द भी
नयी सुबह लाए नयी सेहर
हौले हौले ही सही
भरते हैं ज़ख़्म सभी
नया यक़ीन लाए नयी सेहर
संभाले रखा है हमने
यादों में तुम्हें कहीं
नयी सुबह लाए नयी सहेर
बसे हो मेरी साँसों में
यादों में और ख्वाबों में
हर सुबह लाए नयी सेहर
बकाया अब भी बातें हैं
गुज़ारी लंबी रातें हैं
हर सुबह लाए नई सेहर
हर सुबह लाए नई सेहर
हर सुबह लाए नई सेहर
Explore this song