Roman script
Aye yo! All the ladies out there This one for you you you For all my womaniya! He janme sab she se Janmi duniya yeh saari hai Ab na chalegi laundon ne jo Ki hoshiyaari hai Agdam bagdam bahut hua Karli naari ne taiyari hai Ise halke mein lene walo sun lo Suno suno suno suno suno suno Sab pe ek womaniya bhari hai Yeh soochna janhit mein jaari hai Are bhari hai Yeh soochna janhit mein jaari hai Sab pe bhari Yeh soochna janhit mein jaari hai Are ek womaniya Yeh soochna janhit mein Sab pe ek womaniya bhari hai Are ek womaniya Sabra ab bahut ho gaya Kitno ka aapa kho gaya Jo bhi ho gaya ho gaya Ab na zulm hum hone denge Ek naya desh banega Swachh parivesh banega Apni maata behnon ki Izzat ab na khone denge Srijan hua naari se sabka Roop bada vikral hai iska Kali durga saraswati Sab naari hain kare dhyaan tu jiska Naari shabd bada uttam hai Naari pratishtha sarvottam hai Phir kyun kaalik laga raha hai Naari ko kyun sata raha hai Jis ghar mein naari na poojte Uss ghar mein danav hain rehte Purusho mein sarvottam woh hai Maryada purushottam jo hai Behnon se rakhi hai maa se hai chhaaya Biwi se hai ghar aur beti se maya Inse hi to tu hai wajood mein aaya Bas itti si baat tu bhi samajh na paaya Kaaran janam ka naari hai Kahin antt ka na ho gabhrata hoon Phir se kahi huyi baat mein Sun lo ek dafe dohrata hoon He janme sab she se Janmi duniya yeh saari hai Bilkul na chalegi laundon ne jo Ki hoshiyaari hai Are agdam bagdam bahut hua Kar li naari ne taiyari hai Halke mein lene walo sun lo Suno suno suno suno suno suno Sab pe ek womaniya bhari hai Yeh soochna janhit mein jaari hai Are bhari hai Yeh soochna janhit mein jaari hai Sab pe bhari Yeh soochna janhit mein jaari hai Arey ek womaniya Yeh soochna janhit mein Sab pe ek womaniya bhari hai Arey ek womaniya Bhari hai bhari hai bhari hai
Song details
- Singer: Raftaar
- Singer: Nakash Aziz
- Film / album: Janhit Mein Jaari
- Composer: Prini Siddhant Madhav
- Lyricist: Raaj Shaandilyaa
Song video
singer: Raftaar, Nakash Aziz
director: throwbakc
cast: Nushrratt Bharuccha, Anud Singh
director of photography: Sourav Kalyani
music label: Hitz Music