Roman script
Saawan ki ik bhooli bisri kahani Wo pal wo lamhe aur aankhon ka paani Badal ke shoro mein baarish ki aahat Bheege labon ki woh kanpkanpahat Un lamho ko fir jeene ki fariyaad kar raha hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar raha hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar raha hoon Un lamho ko fir jeene ki fariyaad kar rahi hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar rahi hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar rahi hoon Mann ko bhigoti alhad ye boondein Ehsaas mein tere aankhon ko moondein Main bheegta hu chhupane ko aansu Dikh jaayein na ye zamaane ko aansu Teri baaton se apne dil ko aabaad kar raha hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar raha hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar raha hoon Khushbu liye aayi geeli hawayein Kaano mein kisse tere gungunayein Mera haath thaame mujhe takte rahna Meri fikra mein raat bhar jagte rahna Dekho zara ye ithlaate baadal Kuchh iss kadar the hum dono pagal Mujhe dil ki baatein batana hai tumko Baarish mein kass ke bhigaana hai tumko Un lamho ko fir jeene ki fariyaad kar rahi hoon Iss baarish mein main bas tumko yaad kar rahi hoon Iss baarish mein main bas tumko yaad kar rahi hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar raha hoon Is baarish mein main bas tumko yaad kar raha hoon
हिंदी में गीत
सावन की इक भूली बिसरी कहानी वो पल वो लम्हे और आँखों का पानी बदल के शोरो में बारिश की आहट भीगे लबों की वो कंपकंपाहाट उन लम्हो को फिर जीने की फरियाद कर रहा हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रहा हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रहा हूँ उन लम्हो को फिर जीने की फरियाद कर रही हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रही हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रही हूँ मन को भिगोति अल्हड़ ये बूँदें एहसास में तेरे आँखों को मूंदें मैं भीगता हू छुपाने को आँसू दिख जायें ना ये ज़माने को आँसू तेरी बातों से अपने दिल को आबाद कर रहा हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रहा हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रहा हूँ खुशबू लिए आई गीली हवायें कानो में किस्से तेरे गुनगुनायें मेरा हाथ थामे मुझे तकते रहना मेरी फिक्र में रात भर जगते रहना देखो ज़रा ये इठलाते बादल कुछ इस कदर थे हम दोनो पागल मुझे दिल की बातें बताना है तुमको बारिश में कसके भिगाना है तुमको उन लम्हो को फिर जीने की फरियाद कर रही हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रही हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रही हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रहा हूँ इस बारिश में मैं बस तुमको याद कर रहा हूँ
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Singer: Neeti Mohan
- Composer: Ripul Sharma
- Lyricist: Sharad Tripathi
Song video
singer: Yasser Desai, Neeti Mohan
director: Aditya Vinay Datt
cast: Shaheer Shaikh, Jasmin Bhasin
director of photography: Manoj Soni
music label: Saregama Music