Roman script
Tumko pehli baar maine dekha Baar baar phir se dekha Dekh ke bhi dil nahi bhara Main ki karaan? Tumse karke meethi meethi baatein Jaag ke guzaarun raatein Baawala hua hoon is tarah Main ki karaan? Tere bin kahin dil nahiyon lagda Banke kamla tainu hi takkda Mujhko baaki duniya se saari Lagti sirf tum ho pyari Ho mujhe pasand is tarah Main ki karaan? Reh ke paas tere sau pachaas mere Ghante beet jayein Ab to paanch hi minute mein Aisa kyun? Ban gaya nikhattu hoke tujhpe lattu Romeo hua tha jaise lattu juliet pe Aisa kyun? Mere hosh ghum huye hain aise Shabdon mein bataun kaise Samjho bhawnaon ko zara Main ki karaan? Tumko pehli baar maine dekha Baar bara phir se dekh Dekh ke bhi dil nahi bhara Main ki karaan? Tere bin kahin dil nahiyon lagda Banke kamla tainu hi takkda Mujhko baaki duniya se saari Lagti sirf tum ho pyari Ho mujhe pasand is tarah Main ki karaan?
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Romy
- Film / album: Laal Singh Chaddha
- Composer: Pritam
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
singer: Sonu Nigam, Romy
director: Advait Chandan
cast: Aamir Khan, Kareena Kapoor Khan, Mona Singh, Chaitanya Akkineni