Roman script
Em24x7! Maante naahi haar! 2022! Bs beats! Maante nahi haar, dete hain war Jab tak hai jaan, dete hain saath Baithe hain aaj, kar rele raaj Raani hai paas, party in taj Maante naahi haar, dete hain waar Jab tak hai jaan, dete hain saath Baithe hain aaj, kar rele raaj Rani hai paas, party in taj Sacche pyaar mere maa baap Sacche yaar bane parivaar Sach mein aara ab mazaa Paisa khud aaya main nahi bhaga Poora kiya jo kiya vaada Liya maine kam diya jyadaa Past life mein nahi jaana Jo gaye chhod ke unko taa taa Life huyi fast kab khaya nahi yaad Jab kiya tha start tab zone tha dark Gaane likhe naye humne khol diye heart Wish list zero seedha bhar rele cart Bullseye tera bhai khelun main Dart kam pade to haan to lucky bhi kara kaam 7-8 saal baad ab hua hai start Yeh bas chingari ab lagi hai aag Maante naahi haar, dete hain waar Jab tak hai jaan, dete hain saath Baithe hain aaj, kar rele raaj Rani hai paas, party in taj Maante naahi haar, dete hain waar Jab tak hai jaan, dete hain saath Baithe hain aaj, kar rele raaj Rani hai paas, party in taj Yeah! Aah! Emiway bantai! Malum hai naa! Saath mein minta mera bhai! Em24x7! Maante nahi haar raw mere paas Jab bhi main spit karun lagta ki ho gayela war Ye bho*diwaalon ko main karun ignore Koi puchnewala nahi tha ban gayela thor Hathoda sar pe pateli tu kar Lekin kar apne ghar pe Aaya hoon bhar ke khud se sudhar ke Sapne saath dekhe the yeh dono ladke Duniya se ladke pohchele yahan Aansu ko pochne koi nahi aaya Khud hi se ladd ke jhadd ke Aage hum bad ke bane hum Example independent Tu bhi kar sakta jaise hum karele Kar jaa ke grind kyon leta marele Takleefein aa rahi to takleef ke maje le Minta aur main haan kabhi nahi darele Kabhi kabhi lagta tha kuch nahi hoga Agar fansa rehta soch mein to kuch nahi hota Itna karke bhi bhai tera khush nahi hota Santust nahi hota abe kuch nahi hota Bol bachchan deke bachkaane Gaane mein bachchan denge Naam lenge gaane mein Dareing dikhane ko kulfa kare Bhav nahi daalne ka khud chal denge Maante naahi haar, dete hain waar Jab tak hai jaan, dete hain saath Baithe hain aaj, kar rele raaj Rani hai paas, party in taj Maante naahi haar, dete hain waar Jab tak hai jaan, dete hain saath Baithe hain aaj, kar rele raaj Rani hai paas, party in taj Pa-pa-pa haan haan Aa haan ek number Shot! 8 saal baad Day 1 se! Dono ek hi track pe Last apan kab konsa kiye the apan 2014, 2014 Main bhi four sqaure tha naa 2013 mein kiye the To mera aur minta ka 8 saal baad gaana aayela hai Aisa kuch sound karela hai kya!
Song details
- Singer: Minta
- Singer: Emiway
- Composer: Bs Beats, Flossy Draco
- Lyricist: Minta
- Lyricist: Emiway
Song video
singer: Minta, Emiway
genre: Hip-Hop (Rap)