Roman script
Aao na yun hi milne Kaise hain puchho na humse Ankhein tumko dhundhein har din Har din, har din Baithe hain kabse hum gumsum Pyaar ke woh saare mausam Tere sang jeene thhe woh pal Woh pal, woh pal Mulaqaat hogi kya pata Ya main jee raha hoon bewajah Kya yeh wafa kaam aayegi ek din Tu aas paas mere hain na sach bata Barsaat ho rahi hai phir yahaan Jo tu na keh saka saavan keh raha Barsaat ho rahi hai phir yahaan Karti hawaayein hai jo guftagu Koi na jaane sirf main sunu Phir aaj ye ehsaas hua Ho jaise tune yaad kiya Yeh bheegi bheegi shaamein yahaan Tumhaare bina hai baithi hui tanha Tu aas paas mere hai na sach bata Barsaat ho rahi hai phir yahaan Jo tu na keh saka saavan keh raha Barsaat ho rahi hai phir yahaan Kal jahaan hum mile the Hoon wahaan ab tak thehra Dooriyon ko mita zara Tera ishq tu nibha zara Mulaqaat hogi kya pata Ya main jee raha hoon bewajah Kya yeh wafa kaam aayegi ek din Tu aas paas mere hai na sach bata Barsaat ho rahi hai phir yahaan Jo tu na keh saka saavan keh raha Barsaat ho rahi hai phir yahaan
Song details
- Singer: Arjun Kanungo
- Film / album: INDUSTRY
- Composer: Arjun Kanungo
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
music label: One Mind Music