Roman script

Hum to hai aatish aatish

Hum to hai aatish aatish

Ke hum hai aatish aatish

Hum to hai aatish aatish

Sulagte rehna hai, dehkate rehna hai

Jahaan ki nazron mein khatkate rehna hai

Baras jaana hai banke aag ki baarish baarish

Hum to hai aatish aatish

Hum to hai aatish aatish

Aag ki baarish baarish

Ke hum hai aatish aatish

Bhujha ke rakh denge roshni taaro ki

Mita ke rakh denge yaad dildaaron ki

Chaman bhi dekhega tamasha jalne ka

Udake rakh denge mehak gulzaaron ki

Bahaaron mein bhi oh ho ho

Bahaaron mein bhi hogi fiza ki saazish saazish

Hum to hai aatish aatish

Hum to hai aatish aatish

Aag ki baarish baarish

Ke hum hai aatish aatish

Aatish aatish haan

Aatish aatish haan

Dilon ki dhadkan mein basaake rakhna tha

Tumhe deewano se bachake rakhna tha

Aakhiri saansein bhi nyochhawar karni thi

Tumhe dil ke ghar ke sajaake rakhna tha

Reh gayi dil ki oh

Reh gayi dil ki dil mein

Reh gayi khwahish khwahish

Hum to hai aatish aatish

Hum to hai aatish aatish

Aag ki baarish baarish

Ke hum hai aatish aatish

Sulagte rehna hai, dehkate rehna hai

Jahaan ki nazron mein khatkate rehna hai

Baras jaana hai banke aag ki baarish baarish

Hum to hai aatish aatish

Hum to hai aatish aatish

Aag ki baarish baarish

Ke hum hai aatish aatish

Aatish aatish haan

Aatish aatish haan

Explore this song