Roman script

Sapno ki udaane bhar ke aa gaya

Dil apna tu behla ke aa gaya

Sapno ki udaane bhar ke aa gaya

Dil apna tu behla ke aa gaya

Ik dhokhe mein guzaari zindagi

Koi mila na jo tera apna ho

Ve jogiya jag mil gaya

Tan ki kerega tan ki karega

Ve jogiya sab mil gaya

Tan ki karega tan ki karega

Daulat barsane pe khud se tu puchiyo

Barish ki boondon jaisi milti khushi kya

Pehne makhota kyun bulleya zamane mein

Nikli kabhi hai tere dil se hassi kya

Imaarton se uncha ban gaya

Par khud ko piche chod chala

Ve jogiya jag mil gaya

Tan ki kerega tan ki karega

Ve jogiya sab mil gaya

Tan ki karega tan ki karega

Tinka tinka joda hai jo udd hi jaayega

Boyega tu jo bhi sajna woh hi paayega

Koshish kariyo teri wajah se muskuraye koi

Tab samajhna jag mein bandeya teri kamai hoyi

Dil se karega jo tu shayri

Kailey chhuyega tabhi aasmaan

Ve jogiya jag mil gaya

Tan ki kerega tan ki karega

Ve jogiya sab mil gaya

Tan ki karega tan ki karega

Explore this song