Roman script

Oh hum bade thhe masoom be-lihaz ban gaye

Hum bade thhe masoom be-lihaz ban gaye

Oh hum bade thhe masoom be-lihaz ban gaye

Hum bade thhe masoom be-lihaz ban gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho hum bade thhe maasoom

Are koi nahi is duniya mein

Dil jisne apna toda nahi

Humein gairon ne bhi loota hai

Aur aapno ne bhi chhoda nahi

Are koi nahi is duniya mein

Dil jisne apna toda nahi

Humein gairon ne bhi loota hai

Aur aapno ne bhi chhoda nahi

Hum logo ke liye toh sawad ban gaye

Hum logo ke liye toh sawad ban gaye

Ho dhokebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho dhokebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho dhokebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho hum badde thhe masoom

Ho jannat mein rehne walo ke

Jahannum mein savere hai

Ho maine rang badalne seekh liye

Ab mere bhi laakhon chehre hai

Ho jannat mein rehne walo ke

Jahannum mein savere hai

Ho maine rang badalne seekh liye

Ab mere bhi laakhon chehre hai

Hum kal nahi the jo aaj ban gaye

Meri izzat pe jaani ji daag ban gaye

Ho dhokebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho dhokebaazon mein reh reh ke dhokebaaz ban gaye

Ho hum badde thhe masoom

हिंदी में गीत

ओह हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये

हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये

ओह हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये

हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये

हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो हम बड़े थे मासूम

अरे कोई नही इस दुनिया में

दिल जिसने अपना तोड़ा नही

हूमें गैरों ने भी लूटा है

और आपनो ने भी छोड़ा नही

अरे कोई नही इस दुनिया में

दिल जिसने अपना तोड़ा नही

हूमें गैरों ने भी लूटा है

और आपनो ने भी छोड़ा नही

हम लोगो के लिए तो स्वाद बन गये

हम लोगो के लिए तो स्वाद बन गये

हो धोकेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो धोकेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो धोकेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो हम बड़े थे मासूम

हो जन्नत में रहने वालो के

जहन्नुम में सवेरे है

हो मैने रंग बदलने सीख लिए

अब मेरे भी लाखों चेहरे है

हो जन्नत में रहने वालो के

जहन्नुम में सवेरे है

हो मैने रंग बदलने सीख लिए

अब मेरे भी लाखों चेहरे है

हम कल नही थे जो आज बन गये

मेरी इज़्ज़त पे जानी जी दाग बन गये

हो धोकेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो धोकेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये

हो हम बड़े थे मासूम

Explore this song