Roman script
Kisi se kyun maangein jab dene wala tu Kisi se kya maangein jab dene wala tu Tu waahdah huu tu he laashreeka la hu Kar ata jo raza teri Teri taraf yeh nigah meri Sar jhuka bargah teri Tu beshak ha haq allah hoo Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Teri hi baadshahi hai Tujhe toh sab aagahi hai Jahan pe hum khade hain Is'se aage bas tabahi hai Tu behtar sab se hai oh Tu behtar sab say hai Tu sab se behtar janne wala Kahan jaye ye tere dar se maangne wala Kar ata jo raza teri Teri taraf yeh nigah meri Sar jhuka bargah teri Tu beshak ha haq allah hoo Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Kisi bhi aazmayish par teri pure na hum utre Kisi bhi aazmayish par teri pure na hum utre Bina maange diya tune magar hum hi the na shukre Tujhe na yaad karte the magar tune na bhulaya na Nibhaye tune sab waade koyi maine nibahaya naa Tu behtar sab se hai oh Tu behtar sab say hai Tu sab se behtar janne wala Kahan jaye ye tere dar se maangne wala Kar ata jo raza teri Teri taraf yeh nigah meri Sar jhuka bargah teri Tu beshak ha haq allah hoo Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu Allah hoo allah hu
Song details
- Singer: Bilal Saeed
- Composer: Bilal Saeed
- Lyricist: Bilal Saeed
Song video
director: Murtaza Niaz
music label: One Two Records