Roman script

Kyun shubh vivah
Kyun saat phere
Kyun shubh vivah
Kyun saat phere
Kyun shubh vivah
Kyun saat phere
Kyun shubh vivah
Kyun saat phere
Yahin baat hai dil mein tumhare
Yahin baat hai dil mein mere
Yahin baat hai dil mein tumhare
Yahin baat hai dil mein mere
Shaadi ke do bol hon
Ya hon shubh vivah ke saaton phere
Shaadi ke do bol hon
Ya hon shubh vivah ke saaton phere
Ye saare kacche dhaage hain
Ye saare kacche dhaage hain
Pal mein toot te hain yeh ghere
Yahin baat hai dil mein tumhare
Yahin baat hai dil mein mere
Yahin baat hai dil mein tumhare
Yahin baat hai dil mein mere
Kyun shubh vivah
Kyun saat phere
Kyun shubh vivah
Kyun saat phere
Tumko hai jab mujhse mohobbat
Mujhko hai jab tumse mohobbat
Tumko hai jab mujhse mohobbat
Mujhko hai jab tumse mohobbat
Is rishte par duniya apni mohar lagaaye
Aakhir iski kya hai zarurat
Jhooti hain is dunya ki yeh saari rasmein
Hum kyun maane hum kyun aayein inke bus mein
Yahin baat hai dil mein tumhare
Yahin baat hai dil mein mere
Kyun shubh vivah
Kyun saat phere
Kyun shubh vivah
Kyun saat phere

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohit Chauhan, Nikhita Gandhi

director: Aditya Vinay Datt

cast: Ehan Bhat, Bibriti Chatterjee

choreography: Devang Desai

director of photography: Karthik Ganesh

music label: Saregama Music