Roman script
Iss nakli si duniya mein Zara sa bhi ab mera Mann na lage mann na lage Pyar itna kar yaar mere mujhe Kam na lage kam na lage Gam itna pee chuki mujhe ab koyi Gam na lage gam na lage Mujhme aake mil ja tu aise Hum, hum na lage hum na lage Hoon bheed mein bhi tanha si main Hoon main akeli si Aake mujhe tu suljha de Main ek paheli si Koyi jaadu sa mujhpe chala de Mujhe taaron ki sair kara de Rehke hosh mein kya hi karungi Aaja mere hosh uda de Koyi jaam tu aisa peela de Mere khoon mein kuch tu mila de Rehke hosh mein kya hi karungi Aaja mere hosh uda de Mere kaan mein aake kehti mujhe Ek talab si uthti rehti mujhe Main besabri si ho gayi hoon Main bekadri si ho gayi hoon Meri aankhon mein tu kajal bhar de Barsungi main baadal kar de Sun'ne mein aaya tu paagal hai Mujhko bhi tu paagal kar de Meri aankhon se aansu gira de Mujhe poori ki poori hila de Rehke hosh mein kya hi karungi Aaja mere hosh uda de Koyi jaam tu aisa peela de Mere khoon mein kuch tu mila de Rehke hosh mein kya hi karungi Aaja mere hosh uda de Is marz ki dawayi chahiye Tu ragon mein samayi chahiye Jahaan jo likhun bas tera naam likhun Aisi likhne wali siyaahi chahiye Khuda hai toh khudai chahiye Ya iss jism se rihaai chahiye Tu hai toh main hoon yakeenan Nahi toh mujhe iss wajood ki Tabaahi chahiye
Song details
- Singer: Badshah
- Singer: Aastha Gill
- Film / album: Retropanda
- Composer: Badshah
- Lyricist: Badshah
Song video
singer: Badshah, Aastha Gill