Roman script
Uljhe uljhe tere dil se Mere dil ke taar ve Tere baare sochun jab main Hovaan taiyar ve Matching tere kurte se Kar karke suit main paaun Aur bata is dil ki haalat Mundeya kaise samjhaaun Sab kudiyaan chali gayi ghar mein Kalli reh gaiyaan ji single saiyaan ji Single saiyaan ji ab to na der karo Pyar ki baatein do humse bhi share karo Single saiyaan ji ab to na der karo Pyar ki baatein do humse bhi share karo Single saiyaan ji, single saiyaan ji Tere khatir ghar badla Maine badla pincode bhi Jab se dekha hai tujhko Maine dillagi hai chhod di Tere khatir ghar badla Maine badla pincode bhi Jab se dekha hai tujhko Maine dillagi hai chhod di Ab tu refuse kari na Kisi aur ko choose kari na Nikal na jaaye sharmaane mein Pyaar ka yeh maheena Sab kudiyaan chali gayi ghar mein Main kalli reh gaiyaan ji, single saiyaan ji Single saiyaan ji ab to na der karo Pyar ki baatein do humse bhi share karo Single saiyaan ji ab to na der karo Pyar ki baatein do humse bhi share karo Single saiyaan ji, single saiyaan ji
Song details
- Singer: Sukriti
- Singer: Prakriti
- Composer: Payal Dev
- Lyricist: Gurpreet Saini
Song video
singer: Sukriti, Prakriti
director: Adil Shaikh
cast: Sukriti, Prakriti, Parth Samthaan
director of photography: Ujwal Gupta
music label: VYRLOriginals