Roman script

Jab saiyaan aaye shaam ko

Toh lag gaye chaand mere naam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko

Toh lag gaye chaand mere naam ko

Sar pe rakh ke naach phiri main

Har jalte hue ilzaam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko

Toh lag gaye chaand mere naam ko

Diwaaron dar, chaukhat wokhat

Ban gaye hai, sab saheli

Yeh kuch pooche , woh kuch pooche

Kitne jawab doon main akeli

Hazaaron kaam mil gaye hain

Yoon baithe bithaye iss nakaam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko

Toh lag gaye chaand mere naam ko

Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti

Unke ishq ke noor ke aage shama, nahi jalti

Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti

Unke ishq ke noor ke aage shama nahi jalti

Laakhon naaz lag gaye hai

Phir guroor ke iss badnaam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko

Toh lag gaye chaand mere naam ko

Sar pe rakh ke naach phiri main

Har jalte hue ilzaam ko

हिंदी में गीत

जब सैयाँ आए शाम को

तो लग गये चाँद मेरे नाम को

जब सैयाँ आए शाम को

तो लग गये चाँद मेरे नाम को

सर पे रख के नाच फिरी मैं

हर जलते हुए इल्ज़ाम को

जब सैयाँ आए शाम को

तो लग गये चाँद मेरे नाम को

दीवारों दर, चौखट वोकत

बन गये है, सब सहेली

ये कुछ पूछे , वो कुछ पूछे

कितने जवाब दूँ मैं अकेली

हज़ारों काम मिल गये हैं

यूँ बैठे बिताए इस नाकाम को

जब सैयाँ आए शाम को

तो लग गये चाँद मेरे नाम को

खुदको देखने तक की भी फ़ुर्सत मुझको नही मिलती

उनके इश्क़ के नूर के आगे शमा, नही जलती

खुदको देखने तक की भी फ़ुर्सत मुझको नही मिलती

उनके इश्क़ के नूर के आगे शमा नही जलती

लाखों नाज़ लग गये है

फिर गुरूर के इस बदनाम को

जब सैयाँ आए शाम को

तो लग गये चाँद मेरे नाम को

सर पे रख के नाच फिरी मैं

हर जलते हुए इल्ज़ाम को

Explore this song