Roman script
Meko pyaar, mere desh se Humlog gana bechte, imaan nahi bechte Maine laat nahi mara kiske, pet pe Meditation kara maine, rakha maine patients Meri maa ne, boli rap mat kar Woh kale log ka, alag rehta culture Aaj nahi na chhod sakta, kal par Stan kon hai, google pe search kar Crack kara maine, insaan kya sochta Yeh words kisne banaya, aur phela insaan kon tha Adam aur eve ki tarah, mein bhi sochta Bharosa nahi kis cheez ka, bharosa sirf maut ka Zinda rehneke liye mein, roz waja dhundhta Apne maa baap ko chhodke, tu dusro ka sunnta Marne ke baad, asli demag tera khulta Insaan hai matlabi, matlab sirf dhoondta Yeh gaana, likha soch ke Disturb hota apna deemag, yeh sab sochke Insaaniyat ko yogdaan diya, woh log kon the Dopamine release hota, khade hote roongte 6th mein malum gira, baccha hota s*x se Inlog ne chalu kara, lagich mera dekh ke 5 min mei bhool jate, jisko kara phone pe Kara maine sabke liya, dikhata nai bolke Explain karna chahata lekin, kaise karu mein Pyaar beech mein aata, isleye pyar karu mein Bhadve teku malum nai, tu aukat mein reh Ladki pe likhte nai, tum ban gayele gay Yeh heartless duniya mein, kya karu mein Hater log ke liye pann, pray karu mein Log meko bolte, mere gaane aate late Yeh le bro album, aur roz sunnte baith Hindi!
Song details
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)