Roman script

Akull on the beat yo!

Yaad na aaye mujhe yaad na aaye

Itni pila do ke woh yaad na aaye

Kaise bhulayein usse kaise bhulayein

Jisne ki wafayein ek sath do jagaahein

Baatein raz ki, ab samne aa gayi yaara

Kahan gayi saadgi, woh chehra bada tha pyara

Gore rang se jo kala jaadu chalaye

Aisi bewafawon se koyi to bachaye

Yaad na aaye mujhe yaad na aaye

Itni pila do ke woh yaad na aaye

Pyaar kahin kho gaya gumshuda ho gaya

Jo kabhi mera tha woh aur kisi ka ho gaya

Sab kuch tha tujhko diya

Bas tere khatir jiya

Aakhir main yeh kya kiya

Kar gayi tu sarfira

Kar gayi tu sarfira

Laakh chhupaye tune laakh chhupaye

Chori chori mere peechhe kya gull khilaye

Yaad na aaye mujhe yaad na aaye

Itni pila do ke woh yaad na aaye

Do do do do do do

Mujhe peene do do do do..

Milte hain dhokhe bas mohabbat ke bazaar mein

Nahi jeena kisi ke vaadon ke udhar pe

Matlabi duniya yahan kaun kiske sath hai

Zamana yeh kaisa sabke khokhle jazbaat hai

Bhaad mein jaayein sacchi bhaad main jaayein

Hum to toote dil ka jashn manayein

Yaad na aaye mujhe yaad na aaye

Itni pila do ke woh yaad na aaye

Do do do do do do do

Mujhe peene do do do do do..

Explore this song