Roman script

Hmm..

Kuch ankaha sa keh diya

Kuch ansuna sa sun liya

Kuch ankaha sa keh diya

Kuch ansuna sa sun liya

Tumko dekha toh pyar aa gaya

Tumko dekha toh pyaar aa gaya

Tumko dekha toh pyaar aagaya

Tumko dekha to pyar aa gaya

Likh doon tum par geet nagma gazal

Jee loon usi mein ek sadi ek pal

Aa tujhe dhadkano mein sambhalun

Aa tujhe apne dil mein basa loon

Tumko dekha toh pyar aa gaya

Tumko dekha toh pyaar aa gaya

Kitna mushqil tha mere dil

Tere kehne pe dil ka lagana

Kitna mushqil tha mere dil

Tere kehne pe dil ka lagana

Kitna mushqil tha mere dil

Ajnabee ishq ko aajmana

Par mujhe aitbaar aa gaya

Par mujhe aitbaar aa gaya

Tumko dekha toh pyaar aagaya

Tumko dekha toh pyaar aagaya

Maine jab bhi tumko dekha

Aankh bhar bhar ke tumko nihara

Maine jab bhi tumko dekha

Aankh bhar bhar ke tumko nihara

Apni neendon apne khwabon

Apni yaadon mein tumko pukaara

Tumpe dil baar baar aagaya

Tumpe dil baar baar aagaya

Tumko dekha toh pyaar aagaya

Tumko dekha toh pyaar aagaya

Explore this song